
ZOUQ-E-HAYAT
Woh dua, yeh yakeen ban gaye, Do roohen, ek deen ban gaye,Narmi uski, taqat uska raaz, Zauq-e-Hayat likh gaya ek andaaz.
~~~
IFFAT FARHAN QURESHI

Uski aankhon mein duaon ka nasha, Har lafz mein haya ka jadoo basa, Chup rehkar bhi sab kuch keh jaaye, Woh ladki bas Iffat kehlaaye.
~~~
AZLAN HARIS MIRZA
Khamoshi mein gehra sa sukoon hai, Har qadam pe usoolon ka junoon hai, Na zyada kahe, na kam dikhaye, Woh Azlan hai, jo bas amal nibhaaye.
✨️✨️✨️
Hey blissfuls...🌷
Hope you'll like the book..🦋



Write a comment ...